Dokio icon

Dokio

PDF Editor & Scanner

Stage 1 · Test Build · Version 1.0
⬇️ Download Dokio (24.7 MB)

Android 8.0+ · Package: com.atollixglobal.dokio
File .zip me hai — download ke baad naam badalkar .apk karke install karein (ya file manager se seedha kholein, kai phones zip ko bhi pehchan lete hain).

ℹ️ Is test build me TEST ads dikhenge (Google ke dummy ads) — asli ads production ke baad hi lagenge. Kuch tools abhi "Coming soon" dikhenge — wo Stage 2/3 me aayenge.

✅ Phone test — ye 5 cheezen check karna

  1. App khulta hai? Home par saare tools aur neeche ke 5 button dikhte hain?
  2. Reader: Documents se koi PDF kholo — page badalna, zoom, dark mode chalta hai?
  3. Merge: 2 PDF chuno → jod kar ek PDF banta hai?
  4. Compress: ek PDF compress karo — ad wala step aata hai, phir file save hoti hai?
  5. Scanner: beech wale Scan button se photo kheench kar PDF banta hai?
⚠️ Agar app band (crash) ho jaye, to phone ke Downloads folder me Dokio-crash.txt file banegi — wahi bhej dena, usi se theek hoga.